Delhi coaching center: Divyakirti, Ojha सर पर भड़के छात्र, कहा वायरल रील वाले अब ग़ायब हैं!

9,841
0
Published 2024-07-29
Delhi coaching center: Divyakirti, Ojha सर पर भड़के छात्र, कहा वायरल रील वाले अब ग़ायब हैं! न्यूज तक की ग्राउंड रिपोर्ट में देखिए छात्र क्यों इतने गुस्से में हैं. आवेश नाम के छात्र ने बताया कोचिंग वाले भारी फीस लेते हैं लेकिन सुविधा के नाम पर कुछ नहीं देते.

#delhicoachingcentre #upsc #vikasdivyakirti

देखें देश की हर खबर: www.newstak.in/
.
For Advertising queries, please give us a missed call on +917827000333 Or mail us at [email protected]

About News Tak (न्यूज़ तक):
News Tak आपको देता है ख़बरों का बिल्कुल नया अंदाज । गरमा-गरम Breaking News Updates के साथ आपको मिलेंगे दिलचस्प EXCLUSIVE interview, साथ ही News स्पेशल, LIVE और भी बहुत कुछ। क्या है Viral होने वाले Video की सच्चाई? ख़बर में ऐसा क्या था खास जो आप नहीं देख पाए? कोई भी ख़बर वायरल होने से पहले आप तक पहुंचाएगा News Tak...

News Tak is the most revolutionary and credible news channel on Youtube. News Tak brings news to you in an innovative VOD style that is set to capture and satiate your thirst for NEWS. This is the most credible source of Live videos that bring to you PC done by all political parties. From exclusive interviews to politics, Bollywood Viral videos, anything and everything that is happening around the world is on News Tak. We ensure that the truth behind viral videos reaches to you.

You can follow News Tak on:
News Tak Youtube: youtube.com/newstak
News Tak Facebook: www.facebook.com/newstakofficial
News Tak Twitter: twitter.com/newstakofficial
News Tak Instagram: www.instagram.com/newstakofficial/

All Comments (21)
  • @xyzak1728
    Bilkul sahi kaha brother ne. Yeh desh ke bhavishya hai , inke bhavishya aur life ke saath hi khilwad kiya ja rha hai , upsc coachings aur unke teachers ke dwara. Divyakirti aur ojha sir hmesha desh ki har chhoti badi baat par apna arguments dete hai but aaj kyu nhi aaye , ispar sawal to uthta hai
  • @user-rs4ym5yw9g
    हाथ मे iPhone लिए ज्ञान लेने अई हैं । इनकी खुद हिम्मत नहीं इन पैसे वाले लोगों के खिलाफ कुछ बोले बच्चों से पूछ लेना
  • @universe9975
    विकास दिव्यकीर्ति जी आप देश का सिस्टम बदलना चाहते है या बस कोचिंग चलाना चाहते है
  • @Socialistznwt
    Upsc aur pcs ak aisa exam hai jiski taiyari online aur self study se kr skte hai,lkn bcche parents nhi smjhte hai aur 2.5lakh fees me gva dete hai.parents bhi samaj aur rishtedar ke dbaw me bhej dete hai,mai jaunpur up apne ghr se online aur self study krta huu but relative aur samaj ke log majak bnate hai aur dbaw bnate hai ki delhi bhej dijiye, parents pressure me rhte hai mere ki delhi nhi jayega to select kaise hoga,mai unko smjhata hu ki agr mera hona hoga to ho jayega nhi hona hoga to nhi hoga 😢
  • @mrdeepakd5223
    Divyakriti, ojha , tanu , khan kha chupe hai... 🤬🤬🤬🤬🤬🤬🤬🤬
  • @sahirsahara4071
    अपने उत्पाद (शिक्षा)को बेचने वाले ठग भी अब टीचर कहलाने लगे हैं।
  • सरकारी नौकरियों को इस प्रकार ग्लोरिफाई किया गया है कि युवाओं को इससे ऊपर सोचने और रचने ही नहीं दिया जा रहा है। युवाओं की सारी प्रतिभाओं का गला घोंटा जा रहा है जो राष्ट्र के लिए बहुत ज्यादा चिंता का विषय है 😢😢😢
  • @rinkidamahe3285
    Drishti wale bhi sirf business me lge hai bhaiya apne enki reel alag hai reality alag hai kripya paise aur samay socha samjh kar kharcha kre 😢😢
  • @thatsmyname6846
    News tak की रिपोर्टिंग दूसरे मीडिया से अधिक अच्छी करतें है 🙏
  • Sirf Teachers Ko Hi Kyun Blame Kar Rahe Ho Aise Coaching Center Se Kai Aspirants Success Hoke Nikalte He. Kya Kisine Bhi Wapas Aake Iske Against Ya Support K Liye Contribute/Action Liya He. Khash Kar Ethics Me Jyada No. Lane Bale
  • @vikaspal-mr8dw
    Yahi haal Nehru vihar Mukharji nagar me bhi hai Rent badha dte hai 11 mahine hote hi or itna jyada ki usko room Khali karna pade or vo log bhi is liye karte hai ki broker logo ko paise kamane mile to bachono ka shoshan Khana mess me thik nahi unhygienic hai department me complaint ki to koi sunvai nahi ab tak dukandar khule aam kahte hai khane me agar koi kida aa jaye shikayat karo to bolenge jao karlo complaint hamara Chanda jata hai har department me.... Mai puchta hu inme galti karne ke baad itni himmat aati kyu ki adhikari ghuskhor hai shayad.... Delhi ki galiyon me aasman nahi dikhta taar biche rahte hai jisme fir koi nagrik marega prashashan muhavja dega or chala jayega .....kaha gai vo jimmedari ki State apne nagriko ko good quality of food etc... provide karega kya logo ki jaan itni sasti ho gayi hai.... Ek sawal or kya coaching jab janta hai or hame teachers khud padhate hai ki yaha ki building safe nahi hai ki bhukamp aa jaye to bhag bhi nahi sakte gali itni patil or upar se bijli ke Taron ka jaal to coaching vale khud kyu nahi prabandh karte prashashan se behalf of all students!! Naitikta ki bate sabhi karte hai jitne bhi coaching vale hai sab star ban gaye hai lekin hakikat shayad yahi hai ki ye bhi bhrashtachar me involved hai prashashan or coaching vale mil kr ye dhandli kr rahe hai agar nahi to aao jinki kamai se apna ghar chalate ho unke sath khade hokar javab mango prashasan se Delhi sarkar se ki kyu aazadi ke itne saal bad bhi ye haal hai desh ka or sabit Karo apni naitikta jo aap reels and social media ke madhyam se karte ho chahe vo vardhman nehruvihar ki kisi coaching me topper ke aane se machi bhagdad me aapka gair prabandh ho , ya mukharji nagar ke pg , classroom me lagi aag ho fir aaj bijli se hui hamare Bhai ki mritu or fir ye pani ka bharna ....agar coaching vale or prashan vakaie kuch acha naitik karna chate hai to plz ek baar permanent solution pr kam karo ki kal kisi student ki jaan is tarah se na jaye ki sapne sajye the IAS IPS ke or kambakht usi prashasan ki laparvahi se ek bhavi officer prashasan ki laparvahi ka shikar ho gaya .... justice for our rights!!
  • Good work avesh bhai 👀🔥, Action lene ki baat kare to yelog chote rank waale officers ko suspend kar de rahe hai , bade authority bs apna jeb bharne se matlab hai
  • Shame on these so called guruji, they do not have courage to speak something on this henoius crime or neither stand with the students Shame! Shame! Shame!
  • @vibeswithdebesh
    Vikas Divya kirti is now dreaming to produce a Bollywood movie...he said in an interview. Woh insaan ghanta aayega....dukh iss baat ka hai ki meine bhi uss insaan ka reels share kiya tha